Roman script

hasarat nahi jine ki 

ha mushkil nahi mar jana

mushkil nahi mar jana

jab dekh chuki aankhe

lutata hua khajana

lutata hua khajana

is tute dil ki 

is tute dil ki 

dhadkan na koi sun le 

kuch dil pe najar rakhna 

kuch wakt ko samjhana

kuch wakt ko samjhana 

jab dekh chuki aankhe

lutata hua khajana 

jalta hai to jalne de 

jalta hai to jalne de 

dil me dhuwan uthe

ye shah jo tufan rakhna

is aag ko pi jana

is aag ko pi jana 

jab dekh chuki aankhe

lutata hua khajana

takdir banaye kya

takdir banaye kya 

bigadi hui kismat ko 

judta nahi hai jode 

tuta hua paimana

jab dekh chuki aankhe 

lutata hua khajana

lutata hua khajana

Explore this song