Roman script

hasrat hai yehi mar jaye kahi

jeene ki tamanna bhul gaye 

ab rona rulana yaad hua

ab rona rulana yaad hua

ab hasna hasana bhul gaye 

ab hasna hasana bhul gaye 

aabad tha dil to yaad the ham 

malum nahi tha hoga ye sitam 

ab jeena hai hamko mar mar ke 

ab jeena hai hamko mar mar ke 

khushiyo ka zamana bhul gaye 

ab rona rulana yaad hua

ab hasna hasana bhul gaye 

aankho me bhari barsate hai

aankho me bhari barsate hai 

kismat me nasaedi aate hai 

jab jalke bujha sha ka diya 

jab jalke bujha sha ka diya

ab usko jalana bhul gaye 

ab rona rulana yaad hua

ab hasna hasana bhul gaye

Explore this song