Roman script

hasna gana mauj udana

hasna gana mauj udana

dhum machana sikha 

gum ki tej hawa me 

humne deep jalana sikha

oho ho ho aaha ha ha

l l lala ll la

koi sardar hai koi majdur hai

koi khushhal hai aur koi majbur hai

koi sardar hai koi majdur hai

koi khushhal hai aur koi majbur hai

hai duniya naam ki sita

apni apni kismat hai ye

sikva nahi kisi ka

oho ho ho aaha ha ha

l l lala ll la

kabhi kadkati dhup na dekhi 

kabhi na dekhi chhavn kabhi na dekhi chhavn

kabhi kadkati dhup na dekhi 

kabhi na dekhi chhavn kabhi na dekhi chhavn oo

kabhi na humne himmat hari kabhi na ukhde pav

kabhi na humne himmat hari kabhi na ukhde pav

kabhi na dekhi chhavn 

kabhi na humne himmat hari kabhi na ukhde pav

mehant karke apna jivan aap banana sikha

oho ho ho aaha ha ha

l l lala ll la

humne is dharti pe lakho

sukh ke mehal basaye

sukh ke mehal basaye

humne is dharti pe lakho

sukh ke mehal basaye

sukh ke mehal basaye

sagar ko muthi me bandha

parvat se takraye oo

sagar ko muthi me bandha

parvat se takraye

sagar ko muthi me bandha

parvat se takraye

humne chand sitaro me bhi 

aana jana sikha

oho ho ho aaha ha ha

l l lala ll la

hasna gana mauj udana

hasna gana mauj udana

dhum machana sikha 

gum ki tej hava me 

humne deep jalana sikha

oho ho ho aaha ha ha

l l lala ll la

Explore this song