Roman script

kahne ko hum jawaniyo ke khawab hai

nazo ada me khelte shabab hai rang hai bahaar hai

gulab hai jawab nahi koi lajawab hai

hasino ki duniya khudgarj hai hasino ki duniya khudgarj hai

ittila dena mera farj hai adaab arz hai adaab arz hai

hasino ki duniya khudgarj hai ittila dena mera farj ahi

adaab arz hai adaab arz hai adaab arz hai

jo ek bar dil inse takrayega vo inko barso na bhula payega

inhe pyar karna bada hai gunah inhe pyar karna bada hai gunah

khuda hi bachaye khuda ki panah 

khuda hi bachaye khuda ki panah

badakarj hai badakarj hai ittila dena mera farj ahi

adaab arz hai adaab arz hai

ye nazre hai kanjar ye katil ada lut jao ge inse bachna jara

hai fitrat me hi inke likha sitam 

reham dil ke parde me hai bereham 

hasino ki duniya khudgarj hai ittila dena mera farj ahi

adaab arz hai adaab arz hai

Explore this song