Roman script

hans hans ke mere chain pe bijli giraaye ja 

hans hans ke mere chain pe bijli 
armaan tadap uthe mere yu muskuraye ja 
hans hans ke mere chain pe bijli giraaye ja 
phir humse wo girti hui najare milaaye ja 

phir thes de ke dil ko mera dil banaaye ja 
armaan tadap uthe mere yu muskuraye ja 
hans hans ke mere chain pe bijli giraaye ja 
aankho me aankho me 
aankho me jaam pyar ke bhar bhar ke laaye ja

main jitni pi saku utni pilaye ja 
armaan tadap uthe mere yu muskuraye ja 
hans hans ke mere chain pe bijli giraaye ja 
hans hans ke mere chain pe bijli giraaye ja

Song details

Song video

Watch on YouTube