Roman script

hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
aa aa kaun gati meri  
tum mere prati paal kahiye 
tum mere prati paal kahiye, main dasi prabhu teri  
hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
ye sansaar vikar ka sagar 
ye sansaar vikar ka sagar, bich me main gheri 
kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
baari baari pukaari main 
baari baari pukaari main, prabhu hain aarti teri 
hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
naav fute prabhu paar lagaawo 
naav fute prabhu paar lagaawo, dubat dasi teri 
kaun gati meri 
har bin kaun gati meri 
dasi mira naam ratat hain 
dasi mira naam ratat hain, main sharan hun teri 
hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
tum mere prati paal kahiye 
tum mere prati paal kahiye, main dasi prabhu teri  
hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri 
hari bin kaun gati meri

Song details

Song video

Watch on YouTube