Roman script

hari bhari brajbhuni sinchti sada jise jamna maiya

yahi krishan bhagwan ne puji maiya kam dhenu gaiya

gaiya desh ki hai maiya bhaiya puj lo ise

gaiya desh ki hai maiya bhaiya puj lo ise

ye hai betrani ki naiya bhaiya puj lo ise

gaiya desh ki hai maiya bhaiya puj lo ise

jai jai kamdhenu maiya jai jai kamdhenu maiya

ke rama kashi paryag ke bich fasi hai

barijwasni maai

are rama inke daras ko gagan se ganga dharti pe aayi 

jo koi inke dwar pe aawe 

darshan tin rup me pawe 

bori balika rup dikhawe

dophar ko yuwti ban aawe 

aaj kwritha mata ban ke mamta ke bhandar lutawe 

ki are rama mahima inhi devi ki 

jagat mein hai sab ne gaai

ki are rama kashi paryag ke bich fasi hai 

barijwasni maai

maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani 

maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani 

vindhayachal parvat ke upar bhavan bana hai sada

vindhayachal parvat ke upar bhavan bana hai sada

wahi hamari pyari maiya jagta van ka wasa

maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani 

maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani 

maiya santoshi ka naam lete hi ban jate kaam 

puja inki jaha howe wahi inka dham

jag mein wahi inka dhaam

chalo chalo re aaj devi darshan ko 

chalo chalo re aaj devi darshan ko 

ye haridwar ki chandi maai jag mein inki bahut badaai

jai bolo chandi maiya ki jai jai manasa maiya ki

jai manasa maiya ki

shiv putri hai manasa mata ye riddhi siddhi data

jai jai manasa maiya ki hare hare gange hare hare gange

ye paap harni gange maiya charn tarni gange

karke ganga ke jal sanaan paavan kar lo

apne tan man ko chalo chalo re aaj devi darshan ko 

chalo chalo re aaj devi dashan ko

Explore this song