Roman script

har taraf har jagah beshumar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi 

phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi 

subah se sham tak bojh dhota hua

subah se sham tak bojh dhota hua

apni hi laash ka khud majaar aadmi 

apni hi laash ka khud majaar aadmi

phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi 

har taraf bhagte daudte raaste 

har taraf bhagte daudte raaste

har taraf aadmi ka shikaar aadmi

har taraf aadmi ka shikaar aadmi

phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi 

roz jeeta hua roz marta hua

roz jeeta hua roz marta hua 

har nayi din naya intzaar aadmi 

har nayi din naya intzaar aadmi

phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi 

jindagi ka mukaddar safar dar safar

jindagi ka mukaddar safar dar safar

aakhiri saans tak bekaraar aadmi

aakhiri saans tak bekaraar aadmi

phir bhi tanhaaiyo ka shikaar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi 

har taraf har jagah beshumar aadmi

Explore this song