Roman script

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

mere sapno ke mahlo me

sirf teri taswire

dekh jara tere hatho me

sirf meri takdire

kadam kadam pe chalna mujhko

ban ke tera saya

jab bhi socha jab bhi dekha

maine tujhko paya

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

meri tanhai ke sathi 

mere dil ki dhadkan

meri shano pe bikhra de

ye julfo ka sawan

na koi bechaini hai 

or na koi majburi

har mausam chahat ka mausam

har lamha sinduri

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

har subah bahut yaad aata hai

har sham bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

tera naam bahut yaad aata hai

Explore this song