Roman script

har pal sitare chamke baat hai aaasmani 
husno ishq ke sharare damke duniya hai romani 
bollywood bollywood ye hai bollywood
nasha aisa hai ye jo har nashe se hai bhadh ke
jadoo aisa hai ye jo bole dole sar chadh ke
nasha aisa hai ye jo har nashe se hai bhadh ke
jadoo aisa hai ye jo bole dole sar chadh ke
ha jannat ke nazare dekho ada ke ishare dekhho 
jawan ye bahare dekho na
sapno ke barsate dekho khushiyo ki saugate dekho
tasveero ki batein dekho na
dekho to bhule na bhule na ye yado se choote na ye
dilo se mite na ye sada
bollywood bollywood ye bollywood 
bollywood bollywood ye ye bollywood
koi nahi iske jaisa kahi nahi aisa paisa 
jo aaya hua hai deewana 
public me milta filmfare filme sabhi to hai ye dear
bin pi ke har koi mastana
ye khuda hai saitan hai geeta bible aur kuran hai 
ved ramayan puran hai tehzeebo ki ye khan hai
bollywood bollywood ye bollywood 
bollywood bollywood ye ye bollywood
yaha pe jo aata hai woh kahin aur jata nahi 
aise jagah hai bollywood
sitaron ki toli chali machi jaha me khalbali
abb to aata hai holly wood
saat rango se, saat suron se saza hua ye sama
sare rasmon ka sare nimyon ka sangam hai yaha 
bollywood bollywood ye bollywood bollywood 
nasha aisa hai yeh jo har nashe se hai bhadh ke
jadoo aissa hai ye jo bole dole sar chadh ke
nasha aisa hai ye jo har nashe se hai bhadh ke
jadoo aissa hai ye jo bole dole sar chadh ke
bollywood bollywood ye bollywood bollywood

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan