Roman script

jungle me firun ke pehle sehra dekhun

ya madan ko dasht-o-dariya dekhun

harsu teri kudrat ke hai lakho jalwe

haran hun ke do aankho se kya kya dekhun

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha dekha

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha

har meraa me hari ki murat 

har meraa me hari ki murat 

har me aap sama re baba

har mehar ko dekha

har me aap sama re baba

har mehar ko dekha

har me aap sama re baba

har mehar ko dekha

har me aap sama re baba

har mehar ko dekha

apni godi aap hi khele

ban kar mohan laala

apni godi aap hi khele

ban kar mohan laala

aap hi bove, aap hi sinche

aap hi bove, aap hi sinche

aap hi hai rakhwala

re baba har mehar ko dekha

aap hi hai rakhwala

re baba har mehar ko dekha

he baba har mehar ko dekha

haan dekh har mehar ko dekha

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha baba

kisi fakir ka sehra se ho raha tha guzar

eka ek uski nazar uthi ek sadhu par

ruka vo dekh ke usko azib halat me

ruka vo dekh ke usko azib halat me

dikhaai deta tha gumsum kisi riyadat me

kiya fakir ko bechain jab tazas usne

kiya sawal ye sadhu ko chhed kar usne

azab hai ye tera andaz-e-bandgi sadhu

ye kis ke waste sehra nashi hua hai tu

kaha fakir ne ha kaha fakir se saadu ne

sun mere mehma

darasal ek hai tera khuda mera bhagwan

kahin hai shart zami pe sar jhukane ki

kahin hai rasam fakat uske geet gane ki

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

usro dariya prem ka

jo ulti va ki dhar

jo duba, jo ubhra vo dub gaya

jo duba hua paar

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

usro rain sohaag ki

jo ulti va ki dhar

jo ubhra vo dub gaya

jo duba hua paar

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

ye mere haste nazar ki didani tasir hai

jis taraf ko dekhta hun teri tasveer hai

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

khuda jaane kaha se jalwa-e-jana kahan tak hai

wahi tak dekh sakta hai nazar jiski jaha tak hai

har mehar ko dekha baba

har mehar ko dekha

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha dekha

har mehar ko dekha re baba

he baba har mehar ko dekha

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

kahat kabir suno bhaai sadho

in me na miti yahi paresha

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

har mehar ko dekha re baba

Explore this song