Roman script

har manjar har lamha yeh pagal dil tanha

har manjar har lamha yeh pagal dil tanha

betab rehta hai yeh kehta hai ha kehta hai

mehfil me akele mein

mehfil me akele mein

tujhe yad karta hai ha karta hai ha karta hai

har manjar har lamha

tu dur rehke bhi pas rehti hai 

tu bin kahe bhi kuchh kehti hai

main bite khawbo mein dub jata hu 

main har jagah bas tujhko pata hu

har khushbu har mausam har saya har alam

betab rehta hai yeh kehta hai ha kehta hai

mehfil me akele mein

mehfil me akele mein

tujhe yad karta hai ha karta hai ha karta hai

har manjar har lamha

yeh keh rahi hai ab wafa meri na bewafa tu na khata meri

hai rahe mujhse ab juda teri tu khush rahe hai duwa meri

har dhadakan har sapna har chahat har arma

betab rehta hai yeh kehta hai ha kehta hai

mehfil me akele mein

mehfil me akele mein

tujhe yad karta hai ha karta hai ha karta hai

har manjar har lamha

Explore this song