Roman script

har janam me hamara milan 

do dilo ka ujala rahe ha rahe

mai tumhe devta man lu

man mera ek shivala rahe

har janam me hamara milan 

naino ka sangam hota rahe

sapno ka sawan gata rahe

naino ka sangam hota rahe

sapno ka sawan gata rahe

phulo ke mele lagte rahe

gito ka mausam aata rahe

bhor ki kiran sanjh ki pawan

gunguna ke rahe

mai tumhe devta man lu

man mera ek shivala rahe

har janam me hamara milan

do dilo ka ujala rahe 

har janam me hamara milan

Explore this song