Roman script

har ghadi ek naya imthan jindagi 

chahti hai tu kaya sach bata jindagi

ho gayi bewajah kyu khafa jindagi

chahti hai tu kaya sach bata jindagi

dil me so uljhane, hai presan najar

ham samjh na sake, hai ye kaisa sahar

rat ko bhi yaha, rat soti nahi

din nikalata hai par subah hoti nahi

hamko le ayi tu, ye kaha jindagi

chahti hai tu kaya sach bata jindagi

har ghadi ek naya imthan jindagi 

chahti hai tu kaya sach bata jindagi

hamne paya hai kaya or kaya kho diya

sochne aj baithe to, dil ro diya

rah jin jugnuo ne, dikhayi hame 

yaad ujalo me, kyo na ayi hamen 

hamse kyo ho gai, ye khata jindagi

chahti hai tu kaya sach bata jindagi

har ghadi ek naya imthan jindagi 

chahti hai tu kaya sach bata jindagi

lakshay kya hai tera, sirf ye janle 

jitna hai tujhe, dil me ye thanle

badlo pe tu apne, nishan chhod de

aaj tu in hawao ka, rukh mod de

kal karega udano pe teri guman

ye khula asman, ye khula asman

ye khula asman, ye khula asman

ye khula asman, ye khula asman

Explore this song