Roman script

har ek faisala har imtehan chhod  diya

har ek faisala har imtehan chhod  diya

naa chahte hue bhi ye jahan chhod  diya

har ek faisala har imtehan chhod  diya

har ek faisala

jab isme sans bhi lena muhal hone laga

jab isme sans bhi lena muhal hone laga

to hamne jism ka aakhir makan chhod  diya

to hamne jism ka aakhir makan chhod  diya

naa chahte hue bhi ye jahan chhod  diya

har ek faisala har imtehan chhod  diya

jamin ko gher liya gum ne to kaha jate

jamin ko gher liya gum ne to kaha jate

khuda ka shukrr hai jo aasman chhod  diya

khuda ka shukrr hai jo aasman chhod  diya

naa chahte hue bhi ye jahan chhod  diya

har ek faisala har imtehan chhod  diya

bani jo bhul bhulaiya hamari rahgujar 

bani jo bhul bhulaiya hamari rahgujar 

safar hayat ka phir darmaya chhod  diya

safar hayat ka phir darmaya chhod  diya

naa chahte hue bhi ye jahan chhod  diya

har ek faisala har imtehan chhod  diya

Explore this song