Roman script

har ek burai, 

har ek burai tal jaye, logo ki soch badal jaye

har ek burai tal jaye, logo ki soch badal jaye

mit jaye jaha se pap, isiliye bana khap, bhaya

isiliye bana khap mitwa isiliye bana khap

pyar or bhaichare ki khatir khap banaya

pyar or bhaichare ki khatir khap banaya

chand numayindo ne phir kyo pyar ko paap bataya

chand numayindo ne phir kyo pyar ko paap bataya

pyar to rab ka rup hai ye na ban jaye abhisap

pyar to rab ka rup hai ye na ban jaye abhisap

isiliye bana khap, bhaya

isiliye bana khap mitwa isiliye bana khap

jati dharam or gotar ek duje ka mel karaye

jati dharam or gotar ek duje ka mel karaye

kar ke inhe badnaam bewajah apna rob jamaye

kar ke inhe badnaam bewajah apna rob jamaye

aao isana ban ke hare ham insan ke santap

aao isana ban ke hare ham insan ke santap

isiliye bana khap, bhaya

isiliye bana khap mitwa isiliye bana khap

jiski khatir kari ibabat mandir masjid gurdware me

jise khilaya or nahalaya jise ghumaya galiyare me

apni hi aulad mitaye kyo ham apne ap

apni hi aulad mitaye kyo ham apne ap

kaya isiliye bana khap, bhaya

isiliye bana khap mitwa kaya isiliye bana khap

Explore this song