Roman script

har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani

sab ronak aani jani sab ronak aani jani

mela do din ka har chiz yaha ki fani

do din bhawra phul pe dole 

do din bhawra phul pe dole

do din amrit ras me ghole 

do din amrit ras me ghole

do din prem kahani

do din prem kahani mela do din ka

har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani

pal bhar hai naino me dore

pal bhar hai naino me dore

pal bhar ke joban hichkore 

pal bhar ke joban hichkore

pal bhar ki mehmani

pal bhar ki mehmani mela do din ka

har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani

kyu tino se preet badhate ye teeno jakar nahi aate

kyu tino se preet badhate ye teeno jakar nahi aate

joban rup jawani joban rup jawani mela do din ka

har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani

mela do din ka mela do din ka

har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani

har chiz yaha ki fani mela do din ka

mela do din ka sab rut aani jani

har chiz yaha ki fani har chiz yaha ki fani

mela do din ka

mela do din ka sab ram kahani jani

mela do din ka har chiz yaha ki fani

Explore this song