Roman script

haq se le haq se jo chahe tu rab se
haq se le haq se jo chahe tu rab se
luck ko tere laga tala 
tere paas hi hai chabhi
hai lakiron me kyu uljha 
khele tu to teri baazi
janege arey manenge tujhe hi pehchanenge
janege manenge tujhe pehchanenge 
raste ho jo anjane
rakh me chingari padegi sab pe bhari
rakh me chingari ab padegi sab pe bhari
zamana ye khazana hai 
shahnai hai to bajana hai
zamana ye khazana hai 
to aake jeb bhar le yaar
zamana ye khazana hai zamana ye khazana tera
zamana ye khazana hai 
to aake jeb bhar le yaar
haq se le haq se jo chahe tu rab se
haq se le haq se jo chahe tu rab se
zindagi ne li karwat hai 
harkat me hi barkat hai
nal kholo to sharbt hai kya samjha re
zindagi ne li karwat hai 
harkat me hi barkat hai
nal kholo to sharbat hai kya samjha re
samne jo numaish hai waqt ki azmaish hai
samne jo numaish hai waqt ki azmaish hai
kar le haasil jo khwaish hai o o diwane
rakh mein chingari padegi sab pe bhaari
rakh mein chingari ab padegi sab pe bhaari
zamana ye khazana hai 
shahnai hai to bajana hai
zamana ye khazana hai 
to aake jeb bhar le yaar
zamana ye khazana hai zamana ye khazana tera
zamana ye khazana hai 
to aake jeb bhar le yaar
haq se le haq se jo chahe tu rab se
haq se le haq se jo chahe tu rab se
luck ko tere laga tala 
tere paas hi hai chaabi
hai lakeeron me kyun 
uljha khele tu to teri baazi
janege arey manenge tujhe hi pehchanenge
janege manenge tujhe pehchanenge 
raste ho jo anjane
rakh me chingari padegi sab pe bhari
rakh me chingari ab padegi sab pe bhari
zamana ye khazana hai 
shahnai hai to bajana hai
zamana ye khazana hai 
to aake jeb bhar le yaar
zamana ye khazana hai zamana ye khazana tera
zamana ye khazana hai 
to aake jeb bhar le yaar

Song details

singer: Yuvan Shankar Raja, Siddharth

actor: Anupam Kher, Aditya Pancholi, R. Siddharth, Nicollete Bird, Farooque Padmapriya