Roman script
hasne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai hasne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai koi hamdard nahi dard mera saaya hai hasne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai dil to uljha hi raha zindagi ki baato me saanse jalti hai kabhi kabhi raato me dil to uljha hi raha zindagi ki baato me saanse jalti hai kabhi kabhi raato me kisi ki aah par taaro ko pyaar aaya hai koi hamdard nahi dard mera saaya hai hasne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai sapne chhalate hi rahe roz nayi raaho se koi phisala hai abhi abhi baaho se sapne chhalate hi rahe roz nayi raaho se koi phisala hai abhi abhi baaho se kis ki ye aahatein ye kaun muskuraaya hai koi hamdard nahi dard mera saaya hai hasne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai koi hamdard nahi dard mera saaya hai hasne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai
Song details
- Singer: Manna Dey
- Film / album: Aavishkar (1974)
- Composer: Kanu Roy
- Lyricist: Kapil Kumar
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Sharmila Tagore
- Actor: Mina Johar
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Devendra Khandelwal
- Actor: Mahesh Sharma
- Actor: Dina Gandhi
Song video
actor: Rajesh Khanna, Sharmila Tagore