Roman script

hans kar hasa masti me ga 

hans kar hasa masti me ga 

kal hoga kya hoga kya bhul ja 

hans kar hasa masti me ga 

kal hoga kya hoga kya bhul ja 

hans kar hasa

jadu bhari ek shaam hai fir uske aage kuch bhi nahi

is dil me bhi lakho hai gam 

par tumse badh ke kuch bhi nahi 

duniyan ka dil bahlaye ja 

kal hoga kya hoga kya bhul ja 

hans kar hasa masti me ga 

kal hoga kya hoga kya bhul ja 

hans kar hasa

apni hasi apni khushi tum par nayuchawar 

karke chale choti si jaan itni si lau 

dip se fir bhi dip jale 

duniya ko tu kuch deke ja 

kal hoga kya hoga kya bhul ja 

hans kar hasa masti me ga 

kal hoga kya hoga kya bhul ja 

hans kar hasa

Explore this song