Roman script
hasaati hai mohabbate, rulati hai mohabbate banati hai mohabbate, mitati hai mohabbate phir bhi aashiko ko lubhati hai mohabbate hasaati hai mohabbate, rulati hai mohabbate banati hai mohabbate, mitati hai mohabbate phir bhi aashiko ko lubhati hai mohabbate hasaati hai mohabbate ye mohabbat jo hai khubasurat hai ye dil ki nazar se jab bhi dekho bas kayamat hai ye ye dard de, ye zakhm de, deti hai ye bekarari phir kyun bani diwani bhala muhabbat me duniya ye saari hansaati hai mohabbate, rulati hai mohabbate banati hai mohabbate, mitati hai mohabbate phir bhi aashiko ko lubhati hai mohabbate hasaati hai mohabbate bin tere janeja suna hai ye jaha dil ye tadpe, dil ye tarse, jaye to jaye kaha chale do kadam thehar jaye ham, ye soche sanam kaha ho ke sunke sada chale aao tum, laga lo gale jaha ho hasaati hai mohabbate, rulati hai mohabbate banati hai mohabbate, mitati hai mohabbate phir bhi aashiko ko lubhati hai mohabbate hasaati hai mohabbate lyrics typed by : ruchita parab
Song details
- Singer: K. K.
- Film / album: Kitne Door Kitne Paas (2002)
- Composer: Sanjeev Darshan
- Lyricist: Anwar Sagar
- Actor: Fardeen Khan
- Actor: Amrita Arora
- Actor: Satish Shah
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Beena
- Actor: Ketaki Dave
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Sonali Kulkarni
- Actor: Roop Kumar Rathod
- Actor: Sonali Rathod
- Actor: Ayub Khan
- Actor: Govind Namdeo
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Nasir Kazi
- Actor: Shama Deshpande
- Actor: Shehzad Khan
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Narendra Bedi
Song video
actor: Fardeen Khan, Amrita Arora