Roman script

hasata hai rulata hai ye kaisa pyaar hai

banata hai mitata hai ye kaisa pyaar hai

kyu jaane na dil ye paagal kya hai meri bebasi

kyu seene mein hain ye hulchul kyu pyaasi hain meri jaan

khwaab dekha jo jaag ke woh khwaab sachch ho gaya

mil gaya sab to yun laga na jaane kya kho gaya

kyu chaaya nasha ye harpal kyu jhoome hai ye zindagi

kyu seene mein hain ye hulchul kyu pyaasi hain meri jaan

kaisi hai deewaangi kaisa ye ehsaas hai 

haa kaisi hai deewaangi kaisa ye ehsaas hai

dur hai dilbar magar lagta hai ke paas hai

kyu saanse bani hai sandal kya mil gayi mujhko khushi

kyu seene mein hain ye hulchul kyu pyaasi hain meri jaan

hasata hai rulata hai ye kaisa pyaar hai

banata hai mitata hai ye kaisa pyaar hai

kyu jaane na dil ye paagal kya hai meri bebasi

kyu seene mein hain ye hulchul kyu pyaasi hain meri jaan

Explore this song