Roman script

hans ke gam sah le magar

gam ko muqaddar na bana

hans ke gam sah le magar

gam ko muqaddar na bana

dil ko har haal me 

dil rehne de patthar na bana

hans ke gam sahle magar

gam ko muqaddar na bana

khwab to khwab hai tutega to dil tutega

khwab to khwab hai tutega to dil tutega

khwab to khwab hai tutega to dil tutega

khwab to khwab hai tutega to dil tutega

jhute khaabon se koi

zhakhm to dil par na bana

jhute khaabon se koi

zhakhm to dil par na bana

dil ko har haal me

dil rehne de patthar na bana

hans ke gam sah le magar

gam ko muqaddar na bana

aaj munh mod liya usne to ehsaas hua

aaj munh mod liya usne to ehsaas hua

aaj munh mod liya usne to ehsaas hua

aaj munh mod liya usne to ehsaas hua

dil ye kehata raha

har ek ko dilbar na bana

dil ye kehata raha

har ek ko dilbar na bana

dil ko har haal mein

dil rehne de patthar na bana

hans ke gam sah le magar

gam ko muqaddar na bana

hans ke gam sah le magar

gam ko muqaddar na bana

Explore this song