Roman script

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya 

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya 

han mujhe pyar hua allaahmiya

bharee barsat me ikrar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya

tujhe nahee dekhu to jiya nahi mane

hal mera kya hai ye mera khuda jane

tujhe nahee dekhu to jiya nahi mane

hal mera kya hai ye mera khuda jane

tujhse milane julne ke mil gaye bahane

najar milee aise kee ban gaye fasane

dekha jab khwab to didar hua allaahmiya 

dekha jab khwab to didar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua allaahmiya

bharee barsat me ikrar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya 

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua allaahmiya

bharee barsat me ikrar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya

teri meree chahat ka baras raha sawan

bund giree dil pe toh bhig gayi dhadkan

teri meree chahat ka baras raha sawan

bund giree dil pe to bhig gayi dhadkan

khul ke mile aasheek to tut gaye bandhan

jawan dilwalo ka aaj hua sangam

aisa ek bar na sau bar hua allaahmiya 

aisa ek bar na sau bar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua allaahmiya

bharee barsat me ikrar hua allaahmiya

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya 

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya 

han mujhe pyar hua pyar hua allaahmiya

Explore this song