Roman script

koi bhi hamsa nahi yaha jami ho chahe ho wo aasma

kisi ki parwah hame kya

hamse hai ye jaha hamse hai ye jaha

kisi ke aage bhi ham na jhuke ye to hai sabko pata

tufa bhi aaye to ham na ruke apni to aisi ada

koi bhi hamsa nahi yaha jami ho chahe ho wo aasma

kisi ki parwah hame kya

hamse hai ye jaha hamse hai ye jaha

bhara hauslo se dil chhupa josh aankho me

hame na gino sab me hai ham ek lakho me

ye jo zamana hai apna diwana hai

isne bhi mana hai ham me hai dam

dunia ki raho pe ham na chale apna juda rasta

tufa bhi aaye to ham na ruke apni to aisi ada

koi bhi hamsa nahi yaha jami ho chahe ho wo aasma

kisi ki parwah hame kya

hamse hai ye jaha hamse hai ye jaha

yaha jo bhi chaha hai wahi hamne paya hai

hai jo kaam mushkil to wo karke dikhaya hai

yaha se waha tak waha se yaha tak

haan dekho jaha tak hai ham hi ham

sara jaha pe aye dosto chaya hai apna nasha

tufa bhi aaye to ham na ruke apni to aisi ada

koi bhi hamsa nahi yaha jami ho chahe ho wo aasma

kisi ki parwah hame kaha hamse hai ye jaha

hamse hai ye jaha

koi bhi hamsa nahi yaha jami ho chahe ho wo aasma

kisi ki parwah hame kaha hamse hai ye jaha

hamse hai ye jaha

hamse hai ye jaha

Explore this song