Roman script

dari rari rari rari, dari rari rari rari 

dara ra dara  ramra

hamko chune pas ayiye, rag rag bharne pas ayiye

hamko chune pas ayiye, rag rag bharne pas ayiye

ek pal ko pas akaar kuch dil ko bahlakar 

ho kuch baante arma hai

gam sab de de aehsa hai

hampe takluf hai kuch aisa silsila nikle 

aap agar pas ayiye dube, bhawar me yu jane kaha nikle

aap agar pas ayiye dube, bhawar me yu jane kaha nikle

aap agar pas ayiye

itni si bas mahfil ho aap, is dil me shamil ho

hamko chune pas ayiye, rag rag bharne pas ayiye

tham jaye raat aadhi, badh jaye baat aadhi

hampe takluf ho kuch silsila nikle

aap agar pas ayiye dube, bhawar me yu jane kaha nikle

aap agar paas ayiye

chhu lene se hararat badi kaise kahe tumhe ajnabi

ho tum jindagi kab thi khabar 

kya tha yakin ban ke nagar ban ke khusi

bas jaoge mujh me kahi

chhu lene se hararat badi kaise kahe tumhe ajnabi

ho tum jindagi kab thi khabar 

kya tha yakin ban ke nagar ban ke khusi

bas jaoge mujh me kahi

ek pal ko paas aakar kuch dil ko bahalakar

aisa kuch kar lete hai, ghar tumko kar lete hai

hamko chune pas ayiye, rag rag bharne pas ayiye

ye chand lamhe bhi jab beet jayenge

raahe juda ho jayengi

ham sath ho na ho dil se dua denge

khusiyo bhari ho jindagi

Explore this song