Roman script

hamko bhi gam ne mara tumko bhi gam ne mara

ham sabko gam ne mara is gam ko maar daalo

ye gam kabhi khushi ka arman banke aaya

hanste huye ye dil me mehman banke aaya

ye gam kabhi khushi ka arman banke aaya

hanste huye ye dil me mehman banke aaya

ghar se ise nikalo is gam ko maar daalo

hamko bhi gam ne mara tumko bhi gam ne mara

ham sabko gam ne mara is gam ko maar daalo 

is gam ko maar daalo 

din ko tadapte hain wo rato ko jagte hain

nadan hain bade wo jo gam se bhagte hai

hans kar gale laga lo is gam ko maar daalo

hamko bhi gam ne mara tumko bhi gam ne mara

ham sabko gam ne mara is gam ko maar daalo 

is gam ko maar daalo 

har aarju hai chhoti ye jindagi badi hai

wo samne najar ke dekho khushi khadi hai

aawaz do bulalo is gam ko maar daalo

hamko bhi gam ne mara tumko bhi gam ne mara

ham sabko gam ne mara is gam ko maar daalo 

hamko bhi gam ne tumko bhi gam ne

ham sabko gam ne is gam ko maar daalo

Explore this song