Roman script

gar firdaus, ruhe zamin ast

haminastu, haminastu, haminastu

meri jaan rooh dil se ba-basht

haminastu, haminastu, haminastu

gar firdaus, ruhe zamin ast

haminastu, haminastu, haminastu

meri jaan rooh dil se ba-basht

haminastu, haminastu, haminastu

ho khamosh darkhton ke saaye

ye khauf hai soya saa

o kuch khoya khoya humne bhi

yeh chehra hai roya saa

murjhate gulon ne jhuk ke kaha

hume aadat hai hamin-asto, hamin-asto

chalte lamhon ne ruk ke kaha

inaayat hai hamin-asto, hamin-asto

ye veerane, ye sannate

ye kya bol rahe hain

aate jaate, aate jaate

panchhi saare udd gaye kahin

bas ghonsle hain haminasto

gar jannat hai zameen pe kahin

yahin pe hai haminasto

haminasto, haminasto

Explore this song