Roman script

hame ye duniya wale hame ye duniya wale 
pyar ka iljam dete hai 
magar hum hai ke phir bhi magar hum hai ke phir bhi 
aapka hi naam lete hai hame ye duniya wale 
dil me jo pyar aaya kisko karar aaya 
phir bhi na aapko to kuch aetbar aaya 
dil me jo pyar aaya kisko karar aaya 
phir bhi na aapko to kuch aetbar aaya 
khud hi tadap ke dil ko tham lete hai 
hame ye duniya wale hame ye duniya wale 
pyar ka iljam dete hai 
magar hum hai ke phir bhi magar hum hai ke phir bhi 
aapka hi naam lete hai hame ye duniya wale 
jab teri yaad aaye leke fariyad aaye 
din ko na chain pau ankhiyo me raat jaye 

ab to tadpane me aaram lete hai 
hame ye duniya wale hame ye duniya wale 
pyar ka iljam dete hai 
magar hum hai ke phir bhi magar hum hai ke phir bhi 
aapka hi naam lete hai hame ye duniya wale 
puncho kabhi haal kya hai dil ka sawal kya hai 
hum pe hai biti kya kya tumko khyal kya hai 

phir bhi tumhi pe hum to jaan dete hai 
hame ye duniya wale hame ye duniya wale 
pyar ka iljam dete hai 
magar hum hai ke phir bhi magar hum hai ke phir bhi 
aapka hi naam lete hai hame ye duniya wale

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar