Roman script

hume ab ye jeena gawara nahi hai

hume ab ye jeena gawara nahi hai

ke duniya me koi humara nahi hai

ke duniya me koi humara nahi hai

bahut unko chaha ke apna banaye

apna banaye

bahut unko chah ke apna banaye

apna banaye

mukaddar ko lekin gawara nahi hai

hume ab ye jeena gawara nahi hai

ke duniya me koi humara nahi hai

mohabbat me aisa koi din na gujra

mohabbat me aisa koi din na gujra

jise humne ro kar gujara nahi hai

hume ab ye jeena gawara nahi hai

ke duniya me koi humara nahi hai

na kyu jaan de de wo kismat ka mara

kismat ka mara

na kyu jaan de de wo kismat ka mara

kismat ka mara

zamane me jiska sahara nahi hai

hume ab ye jeena gawara nahi hai

ke duniya me koi humara nahi hai

ke duniya me koi humara nahi hai

Explore this song