Roman script

hamari mohabbat hamara zamana

hamari mohabbat hamara zamana

sitaron ne dekha baharon ne dekha

baharon ne dekha nigahon me shokhi

labon pe tarana nigahon mein shokhi

labon pe tarana sitaron ne dekha

baharon ne dekha baharon ne dekha

hamari muhobbat hamara zamana

muhobbat ka dil me diya jal pada aa aa aa

jahan jagmagaya jahan jagmagaya

nigahon ne pal me ye kya gul khilaya aa aa aa

dil aankhon me aaya dil aankhon me aaya

fizaon ne mera hi naghma jo gaya

chaman muskuraya chaman muskuraya

lutaya khushi ka jo ham ne khazana

lutaya khushi ka jo ham ne khazana

sitaron ne dekha baharon ne dekha

baharon ne dekha hamari muhobbat hamara zamana

koyi pyar ki zindagi ban ke aaya aa aa aa

hai dil me samaya hai dil me samaya

jawani ka naghma jo honthon pe aaya aa aa aa

ke aalam sa chhaya ke aalam sa chhaya

zameen hil gayee aasman thartharaya

yeh kya kar dikhaya yeh kya kar dikhaya

sunaya dilon ne jadu ka tarana

sunaya dilon ne jadu ka tarana

sitaron ne dekha baharon ne dekha

baharon ne dekha hamari mohabbat

hamara zamana hamari mohabbat

hamara zamana hamari mohabbat hamara zamana

Explore this song