Roman script

hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara

kabhi naa dhale jo, vo hi sitara

disha jis se pahchane sansar sara

hatheli pe rekhaaye hai sab adhuri, kisne likhi hai nahi janna hai

sulajhane un o na aayega koi, samajhana hai unko, ye apna karam hai

apne karam se dikhaana hai sab ko

khud ka panapna, ubharna hai khud ko

andhera mitaaye jo nanha sharara, disha jis se pahchane sansar sara

hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara

hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara

hamare piche koi aaye na aaye, hame hi to pehle pahuchna vaha hai

jin par hai chalna nayi pidhiyo ko, unhi rasto ko banana hame hai

jo bhi saath aaye unhe saath le le, agar naa koi saath de to akele

sulga ke khud ko mita le andhera, disha jis se pahchane sansar sara

hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara

kabhi naa dhale jo, vo hi sitara

disha jis se pahchane sansar sara

hamari hi mutthi me aakash sara, jab bhi khulegi chamkega tara

Explore this song