Roman script

saj ke sajaye baithi, sajinde bulaye baithi kaha gum hua anjana

aale aale diye bhi jalaye re jalaye na atariya pe aaya parwana

kaun sa tan haaye barmaaye re

hamri atariya pe aaja re sanwariya, dekha-dekhi tanik hui jaaye

hamri atariya pe aaja re sanwariya, dekha-dekhi tanik hui jaaye

hamri atariya pe

kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki

bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki

kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki

bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki, kasam deve jaan ki

aaja gilauri, khilai du kimaami laali pe laali tanik hui jaaye

aaja gilauri, khilai du kimaami laali pe laali tanik hui jaaye

hamari atariya pe

padosan ke gharva jaiho jaiho na sawariya

sautan se boli mori kaate jeheriya jeheri najariya

aaja atariya pe pilai du angoori, jora-jori tanik hui jaaye

aaja atariya pe pilai du angoori, jora-jori tanik hui jaaye

hamri atariya pe aaja re sanwariya, dekha-dekhi tanik hui jaaye

hamri atariya pe

saajne lagaaye baithi, chuttiya ghumaaye baithi

kahan gum hua anjaana, kaun sa tan haaye barmaaye re

Explore this song