Roman script
hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai hamare hal par kitni khuda ki meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai hamare hal par kitni khuda ki meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai ab in aankho ab in hotho ki mai pikar hoke nashe me chur tamana ki nayi duniya basayenge chal ke kahi dur hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai hamare hal par kitni khuda ki meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai na kyu chahke na kyu bahke ke hum barso tarse hai jinke bin unhi se ab gale lag le ke rut aayi bite zudai ke din hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai hamare hal par kitni khuda ki meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai khilayenge chaman me hum ek aisa gul jo na khila pahle ho ke nanha sa koi chanda hansega bhi ab apne aanchal tale hamara yaar hai hum hai mohabbat hai jawani hai hamare hal par kitni khuda ki meharbani hai meharbani hai hamara yaar hai
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Aarti Mukherjee
- Film / album: Neelima (1975)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Vinod Mehra
- Actor: Zaheeda
- Actor: Ranjeet
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Sonia Sahni
- Actor: Anwar Hussan
Song video
singer: Mohammed Rafi, Aarti Mukherjee