Roman script

humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne

muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne

leke dil tumne kaha tha ki sambhalenge ise

kabhi machlega to sine se laga lenge ise

jane kya maine kaha jane kya tumne suna

jane kya maine kaha jane kya tumne suna

main karun pyar bhala mujhko pagal na bana

aji humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne

muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne

aane dil se kabhi chahat ka maja puchh to lo

dil ne khayi thi kasam dil se jara puchh to lo

mera dil kab hain mera, wo to ja tujhse mila

dekh baatein na bana mere jee ko na jala

haye humne jab dil tha diya koyi vada tha kiya huzur aapne

muft ilzaam diya yun hi badnam kiya huzur aapne

Explore this song