Roman script

hamari sanso me aaj tak vo heena ki khushbu mehek rahi hai

labo pe nagme machal rahe hai nazar se masti jhalak rahi hai

hamari sanso me aaj tak vo heena ki khushbu mehek rahi hai

kabhi jo the pyaar ki jamanat wo haath hai gair ki amanat

jo kasme khaate the chahto ki unhi ki niyat behek rhi hai 

jo kasme khaate the chahto ki unhi ki niyat behek rhi hai 

hamari sanso me aaj tak vo heena ki khushbu mehek rahi hai

kisi se koi gila nahi hai naseeb hi me wafa nahi hai 

jaha kahi tha hina ko khilna hina wahi pe mehek rhi hai 

jaha kahi tha hina ko khilna hina wahi pe mehek rhi hai 

hamari sanso me aaj tak vo heena ki khushbu mehek rahi hai

wo jinki khaatir gazal kahi thi wo jinki khaatir likhe the nagme

unhi ke aage sawaal banke gazal ki jhanjhar chanak rhi hai 

unhi ke aage sawaal banke gazal ki jhanjhar chanak rhi hai 

hamari sanso me aaj tak vo heena ki khushbu mehek rahi hai

Explore this song