Roman script

jo puchhta hai koi, surkh kyu hai aaj aankhen

to aankh malke mai kehta hu, raat so na saka

hazaar chahu magar ye, na keh sakunga kabhi

ke raat rone ki khwahish thi, magar ro na saka

hum jaise tanha logo ka

ab rona kya, muskana kya

hum jaise tanha logo ka

ab rona kya, muskana kya

jab chahne wala koi nahi

jab chahne wala koi nahi

phir jeena kya, mar jana kya

hum jaise tanha logo ka

ab rona kya, muskana kya

sau rang me jisko socha tha

sau rup me jisko chaha tha

sau rang me jisko socha tha

sau rup me jisko chaha tha

sau rup me jisko chaha tha

wo jane ghajal to ruth gayi 

ab uska haal sunana kya

jab chahne wala koi nahi

jab chahne wala koi nahi

phir jeena kya, mar jana kya

hum jaise tanha logo ka

ab rona kya, muskana kya

aawaz kisi ko de lekin 

ek naam tumhara hontho par

aawaz kisi ko de lekin 

ek naam tumhara hontho par

ek naam tumhara hontho par

har shakal se ubhro tum hi tum 

yu khud ko magar bahlana kya

har shakal se ubhro tum hi tum 

yu khud ko magar bahlana kya

jab chahne wala koi nahi

jab chahne wala koi nahi

phir jeena kya, mar jana kya

hum jaise tanha logo ka

ab rona kya, muskana kya

Explore this song