Roman script
ay han aah huu kyun bekhudi si chhayi hai, kyun aag si lagayi hai aapne kyun bekhudi si chhayi hai, kyun aag si lagayi hai aapne oh ham ho gaye aapke, oh ho ho ham ho gaye aapke ho mera hosh bhi udaya hai, meri nind bhi churayi hai aapne ho mera hosh bhi udaya hai, meri nind bhi churayi hai aapne oh ham ho gaye aapke, oh ham ho gaye aapke pehle aise kabhi dil dhadakta naa tha bewaja iss tarah se yeh tadapta naa tha dard aisa kabhi bhi mujhko hota naa tha har ghadi yu mera chain khota naa tha meri jan pe ban aayi hai, halat yeh kya banayi hai aapne ho ham ho gaye aapke, ho ham ho gaye aapke chori chori machalne se kya fayeda raaz e dil khol dene kaa apna maza mujhko hai meri inn dhadkanon ki kasam aap ko bhi hai mujhse mohabbat sanam iss me nahi burayi hai, yeh bat kyun chhupayi hai aapne han ham ho gaye aapke, oh oh oh ham ho gaye aapke kyun bekhudi si chhayi hai, kyun aag si lagayi hai aapne mera hosh bhi udaya hai, meri nind bhi churayi hai aapne ho ham ho gaye aapke, hai ham ho gaye aapke han ham ho gaye aapke, ham ho gaye aapke
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Hum Ho Gaye Aap Ke (2001)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Fardeen Khan
- Actor: Reema Sen
- Actor: Apoorva Agnihotri
- Actor: Suman Ranganathan
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Neena Kulkarni
- Actor: Mahesh Thakur
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Ali Asgar
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Suhas Joshi
- Actor: Jaya Bhattacharya
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
actor: Fardeen Khan, Reema Sen