Roman script

ham bhul gaye hain rakh ke kahi
woh chiz jise dil kehte the 
woh chiz jise dil kehte hai 
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
woh chiz jise dil kehte the 
woh chiz jise dil kehte hai
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
umid bhi ajnabi lagti hai aur dard paraya lagta hai 
umid bhi ajnabi lagti hai aur dard paraya lagta hai 
aaine me jisko dekha tha bichhda huwa saya lagta hai 
aaine me jisko dekha tha bichhda huwa saya lagta hai 
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
woh chiz jise dil kehte the 
woh chiz jise dil kehte hai
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
na jane kaha chhod  aaye hai woh shaks jise ham jante the
na jane kaha chhod  aaye hai woh shaks jise ham jante the
aahat bhi sunai deti nahi, parchhayi se ham pehchante the
aahat bhi sunai deti nahi, parchhayi se ham pehchante the
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
woh chiz jise dil kehte the 
woh chiz jise dil kehte hai 
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
woh chiz jise dil kehte the 
woh chiz jise dil kehte hai 
ham bhul gaye hain rakh ke kahi
lyrics typed by : ruchita parab

Song details

Song video

Watch on YouTube