Roman script

ham bhawar me kinare banaya kare

tum kinaro se tufa uthate raho

ham charaho ko khun deke roshan kare

tum andhero ki himmat badhate raho

ham bhawar me kinare banaya kare

di tadpane ki tumne kaisi saja 

kya yahi ishk hai kya yahi hai wafa

di tadpane ki tumne kaisi saja 

kya yahi ishk hai kya yahi hai wafa

ham tumhare liye jaa lutate rahe

or tum ham se daman bachate raho

ham bhawar me kinare banaya kare

tumne samjha kaha darde bejargi

aas na ho ke tum to rahe ajnabi

tumne samjha kaha darde bejargi

aas na ho ke tum to rahe ajnabi

kah bakhano me radha bike raat din

tum kanhaiya ki bansi bajate raho

ham bhawar me kinare banaya kare

Explore this song