Roman script

main hun tum ho aur khamoshi 

main hun tum ho aur khamoshi 

main hun tum ho aur khamoshi 

kaano me aavaaz ka ras tum ghol rahi ho 

koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho 

main hun tum ho aur khamoshi 

shaam teri aavaz me khoi khoi si 

mausam pal pal tere sapne bunta hai 

bahte panai ke mithe halkaron me 

dil mera aavaaz tumhaari sunta hain 

kaliya khilti hain ya tum lob khol rahi ho 

koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho 

main hun tum ho aur khamoshi 

yun tere hontho se labz niklte hain 

kaali raat me jaise chaand niklta hain 

saaz adhura hain teri aavaaz bina 

nagma tera haath pakad kar chalta hain 

tum anmol ho aur sada anmol rahi ho 

koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho 

main hun tum ho aur khamoshi 

tu khushbu si bikhari hain har taraf mere 

main divana tere shuron pe marta hun 

kisse badhkar aur mohabbat ke hogi 

main teri aavaaz ko sajda karta hun 

tum mujhme chhup kar kuch mujhse bol rahi ho 

koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho 

main hun tum ho aur khamoshi 

main hun tum ho aur khamoshi 

kaano me aavaaz ka ras tum ghol rahi ho 

koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho 

main hun tum ho aur khamoshi

Explore this song