Roman script

hum bewfa hargiz na the par hum wafa kar na sake

humko mili uski saza, hum jo khata kar na sake

hum bewfa hargiz na the par hum wafa kar na sake

kitni akeli thi wo raahe ham jinpe ab tak akele chalte rahe

tujhse bichhad ke bhi o bekhabar tere hi gham me jalte rahe

tune kiya jo shikwa, ham wo gila kar na sake

hum bewfa hargiz na the par ham wafa kar na sake

tumne jo dekha suna sach tha magar kitna tha sach ye kisko pata

jaane tumhe maine koi dhokha diya, jaane tumhe koi dhokha hua

is pyaar me sach jhuth ka tum faisla kar na sake

hum bewfa hargiz na the par hum wafa kar na sake

Explore this song