Roman script

hum bekarar hai mausam hai bekarar 
dil dhadak raha hai kyu aaj aise baar baar 
shayad yahi pyar hai oh oh 
shayad yahi pyaar hai ha ha ho 
shayad yahi pyar hai 
hum bekarar hai mausam hai bekarar 
dil dhadak raha hai kyu aaj aise baar baar 
shayad yahi pyar hai oh oh 
shayad yahi pyaar hai ha ha ho 
shayad yahi pyar hai 
aaya abhi abhi haatho me haath hai 
kyu lag raha hai ke janmo ka saath hai 
aankhein khuli hai hum sapno me kho gaye 
humko khabar nahi din hai ya raat hai 
tu saath hai magar tera intezaar hai 
shayad yahi pyar hai ho ho 
shayad yahi pyar hai ha ha ho 
shayad yahi pyar hai 
purab se jhum ke kaali ghata uthee
ye kya nasha liye purwa hawa chali 
sasaon me chal rahi ye kaise andiyaan 
bechaain dil me hai ye pyas kya jagi 
badal ye kya ghire barsi ye kya fuhaar 
shayad yahi pyaar hai ha ha ho 
shayad yahi pyar hai oh oh 
shayad yahi pyaar hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Amit Kumar, S Janaki