Roman script
hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me aata hai ek din saal me aaj ke din main jahan bhi rahun chale aana waha har haal me chale aana waha har haal me hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me aata hai ek din saal me kitane din aur kitani raine is aangan me rehna hai maine kitane din aur kitani raine is aangan me rehna hai maine pardesi hoti hai behane babul jane bhej de meri doli kab sasural me chale aana waha har haal me hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me aata hai ek din saal me main hun bholi bairi jamana bhaiya meri laaj bachana main hun bholi bairi jamana bhaiya meri laaj bachana is rakhi ki reet nibhana aisa na ho main tadapu aise bulbul jaise daal me chale aana waha har haal me hum behano ke liye mere bhaiya aata hai ek din saal me aata hai ek din saal me
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Anjaana (1969)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Babita
- Actor: Pran
- Actor: Nazima
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Sunder
- Actor: Tun Tun
- Actor: Jr Mehmood
- Actor: Hari Shivdasani
- Actor: Madhu Apte
Song video
actor: Rajendra Kumar, Babita