Roman script

dil wale to pyar karenge 
khullam khulla, khullam khulla 
hota hai to ho jaane do 
hallam gulla, hallam gulla
are dil wale to pyar karenge 
pyar apna izhaar karenge 
khullam khulla, khullam khulla 
han hallam gulla, han hallam gulla
chhodo ji jhagda chhodo
pyar ka nata jodo 
apno se munh na modo 
dekho ji dil na todo 
chhodo ji jhagda chhodo
pyar ka nata jodo 
apno se munh na modo 
dekho ji dil na todo 
o ab na todo 
ab na todo 
degi bhasha pyar ki boli 
prem se bhar do sabki jholi 
khullam khulla, khullam khulla 
hallam gulla han hallam gulla 
dil wale to pyar karenge 
khullam khulla, khullam khulla 
hota hai to ho jane do 
hallam gulla, hallam gulla
are dil wale to pyar karenge 
pyar apna izhaar karenge 
khullam khulla, khullam khulla 
han hallam gulla, han hallam gulla

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Suchitra Krishnamurthy