Roman script

hal na kar paye jise tu kaun si mushkil hai wo

tay na kar paye jise tu kaun si manjil hai wo

ab kon si manjil hai wo

chah agar hogi to beshak rah bhi mil jayegi

arzu dil ki teri aaho se hi jal jayegi

arzu dil ki teri aaho se hi jal jayegi

ho nahi sakta hai acha kaun sa bismil hai wo

tay na kar paye jise tu kon si manjil hai wo

ab kaun si manjil hai wo

zindagi or maut do hai karwate insan ki

tum sada roti raho marzi hai ye bhagwan ki

ab irado me tumhare josh kuch baki nahi

jine wale marne ka bhi hosh kuch baki nahi

hosh kuch baki nahi

Explore this song