Roman script

haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kaha hoti hai dilbar aisi mulaqate

aankho aankho mein karle aao dil ki baate

haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaqate

aankho aankho mein karle aao dil ki baate

haiyya hu kya masti kya jaadu kya jaadu

aap ki saari baatein ajab si hai

bhoori bhoori aankhen gazab ki hai

aap ke jaisa chehraa yaha kaha

gesu haseen suneheraa yaha kaha

tu albela mast akela tere jaisa koi hai

kahi naa kahi naa ha haiyya hu

kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kaha hoti hai dilbar aisi mulaqate

aankho aankho mein karle aao dil ki baate

haiyya hu kya masti kya jaadu kya jaadu

kya hai mera fasaana suno suno

toota hai dil deewana suno suno

main yeh baat bataaoon kisse bhalaa

dard e jigar dikhaaoon kisse bhalaa

in zakhmon ko un lamhon ko

yaad karenge hum to ab kabhi naa kabhi naa

hey haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kaha hoti hai dilbar aisi mulaqate

aankho aankho mein karle aao dil ki baate

haiyya hu kya masti kya jaadu kya jaadu

main hoon teri deewani mere sanam

tu hai meri kahaani mere sanam

maine tujhe hi socha teri kasam

maine tujhe hi chaaha teri kasam

dil mein mere armaan tere

tere jaisa naa hoga kahi naa kahi naa

haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaqate

aankho aankho mein

karle aao dil ki baate haiyya hu

kya masti kya jaadu main aur tu

kya masti kya jaadu kya jaadu

Explore this song