Roman script

hairat se tak raha jahan ae wafaa mujhe

hairat se tak raha jahan ae wafaa mujhe

tumne bana diya hai mohabbat me kya mujhe

har manzil ae hayaat se gum kar gaya mujhe

har manzil ae hayaat se gum kar gaya mujhe

mud mud ke raah me wo tera dekhna mujhe

mud mud ke raah me wo tera dekhna mujhe

kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya

kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya

hosh ae khuda hai ab na gam e na khuda mujhe

saaqi bane huye hain wo sagar shab ae visaal

saaqi bane huye hain wo sagar shab ae visaal

is waqt koi meri qasam dekhta mujhe

hairat se tak raha jahan ae wafaa mujhe

Explore this song