Roman script

hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya

jaise manjil par koi aake musafir kho gaya

main hu ek panchhi akela is gagan ki chhanv me

udte udte aa gaya hu baadlo ke gaanv me

apne hi sapno ki dhun me chalte chalte kho gaya

hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya

sun bhi lo ghum ki sadaye dard ka paigam lo

dagmagate ja rahe hai aake humko tham lo

phir na kahna zindagi ka aasra gum ho gaya

hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya

jaise manjil par koi aake musafir kho gaya

hai ye duniya kaun si ae dil mujhe kya ho gaya

Explore this song