Roman script

maula maula

hume tera noor udhar de maula

maula, maula maula

kabhi to ye karj utaar de maula maula

rehmate hum par kar adaa

ae khuda raahte hum par kar adaa

hai reham hai karam tera agar khuda

wo reham wo karam barsa ae khuda

hai reham hai karam tera agar khuda

wo reham wo karam barsa ae khuda

kam se kam itna kar

de ae khuda mere khuda

hak se jine ka hak tu kar ataa

hai reham hai karam tera agar khuda

wo reham wo karam barsa ae khuda

ilaahe hai yahin, mariyam yahin hai

sab me radha kahi, sita kahi hai

par kisi me wo ram, krishan kyu nahi hai

kaisi haqiqat hai, chukati ye kimat hai

har kadam har janam, jab ye hak hai

barabar ka inka, milta inhe kyu bas ek tinka

sab hai khilona dekh tere ghar ka

fir kyu ye khel khele do tarfa

aasman inka bhi to utna hi hai

sar uthake chalna inko bhi hai

hai reham hai karam tera agar khuda

wo reham wo karam barsa ae khuda

kam se kam itna kar

de ae khuda mere khuda

hak se jine ka hak tu kar ataa

hai reham hai karam tera agar khuda

wo reham wo karam barsa ae khuda

Explore this song